Kya ishq ne samjha hai, kya husn ne jaana haiHum khaak nasheeno ki thokar mein zamana haiPari ho aasmani tum magar tumko to pana haiPari ho aasmani tum magar tumko to pana haiPari ho aasmani tum magar tumko to pana haiPari ho aasmani tum magar tumko to pana haiHaan pari ho aasmani tum magar tumko to pana haiMohabbat kaise karte hain haanMohabbat kaise karte hainZamane ko dikhana hai, zamane ko dikhana haiZamane ko dikhana hai, zamane ko dikhana haiHaan mohabbat kaise karte hainKarte hain kaise mohabbatHaan haan mohabbat kaise karte hainKarte hain kaise mohabbatKaise karte hain mohabbat dikhana haiDikhana hai, dikhana haiZamane ko dikhana hai, zamane ko dikhana haiZamane ko dikhana hai, zamane ko dikhana haiPari ho aasmani tum magar tumko to pana haiUsne kaha tu kaun hai, maine kaha shaida teraUsne kaha takta hai kya, maine kaha surat teriUsne kaha kya chaahiye, maine kaha ulfat teriUsne kaha mumkin nahi, maine kaha yunhi sahiUsne kaha mumkin nahi, maine kaha yunhi sahiHo meri tamanna dilbar jaanaKhel nahi hai, ishq haiArre saaye mein talwar ke aanaKhel nahi hai, ishq haiYoon hosh gawana, ishq haiYeh haal banana, ishq haiIs dar tak aana, ishq haiAwaaz lagana, ishq haiYoon hosh gawana, yeh haal bananaIs dar tak aana, sadaa lagana, ishq hai, ishq haiIshq woh naghma sunke jiseAji ishq woh naghma sunke jiseMehlon ke parde jalte hainMehlon ke parde jalte hainAji ishq woh naghma sunke jise, sunke jiseWoh naghma sunke jise, sunke jiseMehlon ke haan haan!Mehlon ke parde jalte hain, jalte hain, jalte hainJalte hain, jalte hain, jalte hainTum to chale aaoge, aye ji tum to chale aaogeAise aag pe jaise chalte hainAag pe jaise chalte hainAag pe jaise chalte hainHaan karo na meharbani tumMagar tumko to pana haiHaan karo na meharbani tumMagar tumko to pana haiMohabbat kaise karte hain haan jiMohabbat kaise karte hainZamane ko dikhana hai, zamane ko dikhana haiZamane ko dikhana hai, zamane ko dikhana haiLaaya tha main daag-e-jigarTumne to dekha bhi nahiAaya tha main kis pyar seTumne to poochha bhi nahi
Patthar laga jab Qais koMash.hoor-e-alam ho gayaPatthar laga jab Qais koMash.hoor-e-alam ho gayaZakhmi hua Farhad toDuniya mein maatam ho gayaZakhmi hua Farhad toDuniya mein maatam ho gayaHo mera zakhm koi kya zaaneJo seene ke neeche haiMujhpe teer chalaane waalaTo parde ke peechhe haiWoh parda nasheen hai, parde meinWoh zohra jabeen hai, parde meinWoh sabse haseen hai, parde meinWoh aaj yahin hai, parde meinWoh parda nasheen, woh zohra jabeenWoh sabse haseen, woh aaj yahin haiParde meinAb dikhlaaye jo bhi nazarAji ab dikhlaaye jo bhi nazarWoh aaj deewana dekhegaWoh aaj deewana dekhegaAb dikhlaaye jo bhi nazarJo bhi nazar dikhlaayeJo bhi nazarJo bhi nazar dikhlaaye haan Deewana aaj dekhega dekhegaDekhega dekhega dekhega dekhegaPhir jab meri shaam sajegiArre phir jab meri shaam sajegiSaara zamana dekhega, sara zamana dekhegaSara zamana dekhegaHaan chhupo aye yaar jaani tumMagar tumko to pana haiHaan chhupo aye yaar jaani tumMagar tumko to pana haiMohabbat kaise karte hain haan jiMohabbat kaise karte hainZamane ko dikhana hai, zamane ko dikhana haiZamane ko dikhana hai, zamane ko dikhana haiPari ho aasmani tum magar tumko to pana haiAah pana hai tumko pana haiPana hai tumko pana haiPana hai tumko pana haiHo pari ho aasmani tum magar tumko to pana haiPana hai tumko pana haiPana hai tumko pana haiMehzabeen haaye aahaNazneen haaye aahaMehzabeen, nazneen aahaMehzabeen, aye haseenMehzabeen, nazneen, aye haseenTumko to pana haiPana hai tumko to pana haiPana hai tumko pana haiPana hai tumko pana haiMohabbat kaise karte hainMohabbat kaise karte hainZamane ko dikhana hai, zamane ko dikhana haiZamane ko dikhana hai, zamane ko dikhana hai