Poocho Na Yaar Kya Hua Lyrics - Rishi Kapoor | Randhir Kapoor | Rajendra Nath | Asha Bhosle | Mohammad Rafi
1982
Lyrics
Poocho na yaar kya hua, dil ka karar kya hua
Tum pe to hum mar mite hain abhi se
Jaane hamara aage kya hoga
Aai yai yai ya yai yai ya
Tum pe to hum mar mite hain abhi se
Jaane hamara aage kya hoga
Aai yai yai ya yai yai ya
Aage kya hoga?
Aage shaadi
Aage shaadi
Humko mil gayi duniya pyar ki
Maana ho gaye tum mere apne
Phir bhi yeh sawal, dil mein yeh khayal
Na hon yeh kahin door ke sapne
Ho yeh abki baar kya hua, dil ka karar kya hua
Tum pe to hum mar mite hain abhi se
Jaane hamara aage kya hoga
Aai yai yai ya yai yai ya
Maana ho gaye tum mere apne
Phir bhi yeh sawal, dil mein yeh khayal
Na hon yeh kahin door ke sapne
Ho yeh abki baar kya hua, dil ka karar kya hua
Tum pe to hum mar mite hain abhi se
Jaane hamara aage kya hoga
Aai yai yai ya yai yai ya
Aur phir kya hoga?
Partiyan, daawatein
Partiyan, daawatein
Apne paas kya armaan ke siwa
Yoon to main tumhein aur kya doongi
Jo bhi hai mera, main aur mera pyar
Tum pe ek baar sab luta doongi
Ho chaahoge to main dekhoongi tumhein
Keh doge to phir sar jhuka loongi
Haaye dildar kya hua, dil ka karar kya hua
Tum pe to hum mar mite hain abhi se
Jaane hamara aage kya hoga
Aai yai yai ya yai yai ya
Yoon to main tumhein aur kya doongi
Jo bhi hai mera, main aur mera pyar
Tum pe ek baar sab luta doongi
Ho chaahoge to main dekhoongi tumhein
Keh doge to phir sar jhuka loongi
Haaye dildar kya hua, dil ka karar kya hua
Tum pe to hum mar mite hain abhi se
Jaane hamara aage kya hoga
Aai yai yai ya yai yai ya
Arre baba tum bhi to kuchh bolo na
Yeh baat hai to suno
Chhodo jaane jaan, tum bhi ho kahan
Ghabraate nahi hum zamane se
Dekho to idhar, kiska hai jigar
Uljhe aapke is deewane se
Ho uljhe hazar kya hua
Aye mere pyar kya hua
Apni khushi hogi, yeh zindagi hogi
Iske siwa aur aage kya hoga
Aai yai yai ya yai yai ya
Aai yai yai ya yai yai ya
Yeh baat hai to suno
Chhodo jaane jaan, tum bhi ho kahan
Ghabraate nahi hum zamane se
Dekho to idhar, kiska hai jigar
Uljhe aapke is deewane se
Ho uljhe hazar kya hua
Aye mere pyar kya hua
Apni khushi hogi, yeh zindagi hogi
Iske siwa aur aage kya hoga
Aai yai yai ya yai yai ya
Aai yai yai ya yai yai ya