Parai hoon parai meri aarzoo na kar song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Kiron Production. This song was released on 01 May 1968.
Parai hoon parai haan haan!
Parai hoon parai meri aarzoo na kar
Parai hoon parai meri aarzoo na kar
Na mil sakoongi tujhko meri justju na kar
Na mil sakoongi tujhko meri justju na kar
Parai hoon parai meri aarzoo na kar

Mere kayal mein khone se fayada kya hai
Mere kayal mein khone se fayada kya hai
Hansi ke parde mein rone fayada kya hai
Udas dil ko dubone se fayada kya hai
Udas dil ko dubone se fayada kya hai
Jo mujh pe bojh ho aisi tu guftagu na kar
Parai hoon parai haan haan!
Parai hoon parai meri aarzoo na kar
Na mil sakoongi tujhko meri justju na kar
Parai hoon parai meri aarzoo na kar

Tujhe khabar hai ke meri baraat aayi thi
Tujhe khabar hai ke meri baraat aayi thi
Har ek phool ne shehnayi si bajaayi thi
Haseen taaron ne doli meri sajaayi thi
Haseen taaron ne doli meri sajaayi thi
Kisi ki ho chuki badnam aabru na kar
Parai hoon parai haan haan!
Parai hoon parai meri aarzoo na kar
Na mil sakoongi tujhko meri justju na kar
Parai hoon parai meri aarzoo na kar

Jo mera farz tha maine use nibhaya hai
Jo mera farz tha maine use nibhaya hai
Khushi samaj ki rakhi, yeh dil mitaya hai
Wafa ki raah mein ek deep sa jalaya hai
Wafa ki raah mein ek deep sa jalaya hai
Mere khayal ko tu apne ru-ba-ru na kar
Parai hoon parai haan haan!
Parai hoon parai meri aarzoo na kar
Na mil sakoongi tujhko meri justju na kar
Parai hoon parai meri aarzoo na kar