O karni bharni ke dum se song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
O karni bharni ke dum se hi
Chalta ye sansar
Nakda nakdi sauda hai ye
Kahi hota nahi udhar
Bhul kar ke tu bhul jaye
Bhul kar ke tu bhul jaye
Aye jan ke khawe jo dhokha
Ek din bande dena padega
Har din ka lekha
Ho har din ka lekha
Har din ka lekha
Ho har din ka lekha


Kab pad jaye gale me fanda
Samjh na sakta pagal banda
Apni mauj masti ki khatir
Kya kya karta hai tu dhanda
Kya kya karta hai tu dhanda
Hosh tujhe aa jayega
Aa jayega
Hosh tujhe aa jayega
Jab bhed khulega tera
Ek din bande dena padega
Har din ka lekha
Har din ka lekha
Har din ka lekha
Ho har din ka lekha


Is dharti ka aisa pani
Pap na chadta kahi jawani
Apne man ke hi bas rahta
Na karna tu ye manmani
Na karna tu ye manmani
Dunia ki buraiyo ka tu
Burayio ka tu
Dunia ki buraiyo ka tu
Le baitha hai theka
Ek din bande dena padega
Har din ka lekha
Har din ka lekha
Har din ka lekha
Ho har din ka lekha
Bhul kar ke tu bhul jaye
Bhul kar ke tu bhul jaye
Aye jan ke khawe jo dhokha
Ek din bande dena padega
Har din ka lekha
Ho har din ka lekha
Har din ka lekha
Ho har din ka lekha.