O kanta babulwa ka song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
O kata babulwa ka chubh gayo
Lahu se pav mera rang gayo
O balma
Ho balma hath pakad mar gayi
Mar gayi mar gayi
Ho balma hath pakad mar gayi
O kata babulwa ka chubh gayo
Lahu se pav mera rang gayo


Chain na aaye dard ke mare
Chain na aaye dard ke mare
Tadpu deepak ki lau jaise
Ek rang aaye ek rang jaye
Chand gahan me ab ho jaise
Chand gahan me ab ho jaise
Ho balma hath pakad mar gayi
Mar gayi mar gayi
Ho balma hath pakad mar gayi
O kata babulwa ka chubh gayo
Lahu se pav mera rang gayo


Sab dushman hai is yowan ke
Sab dushman hai is yowan ke
Kya kate kya phul kya bhawra
Tan ki agni man ko fuke
Kya gazra kya kala kazra
Kya gazra kya kala kazra
Balma ha o balma
Hath pakad mar gayi
Mar gayi mar gayi
O balma hath pakad mar gayi
Mar gayi re
O kata babulwa ka chubh gayo
Lahu se pav mera rang gayo


Lagi bairan haye pawan ki
Lagi bairan haye pawan ki
Lakh sambhala aachal dhalka
Dil se thandi aahe nikli
Naino se kuch sagar chalka
Naino se kuch sagar chalka
Balma hath pakad mar gayi
Mar gayi mar gayi re
O kata babulwa ka chubh gayo
Lahu se pav mera rang gayo.