Intezar ka aalam song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Intzar ka aalam tanhayi aur hum
Hone laga dard jawa ham hai yaha
Tu hai kaha
Aaja aaja
Intzar ka aalam tanhayi aur hum
Hone laga dard jawa hum hai yaha
Tu hai kaha aaja aaja
Intzar ka aalam


Nazar pathar se takrai
Palat ke har sada aayi
Mujhe diwana kar degi
Ye khamoshi ye tanhayi
Milta nahi tera nisha
Hum hai yaha tu hai kaha
Aaja aaja
Intzar ka aalam


Tujhe dil ne pukara hai
Ke tu dil ka sahara hai
Tere kadmo me mar jana
Mujhe jeene se pyara hai
Chane laga gum ka sama
Hum hai yaha tu hai kaha
Aaja aaja
Intzar ka aalam.