O ji aana ji song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sunrise Films. This song was released on 01 Jan 2018.
O ji aana o ji aana o ji aana
Ji aana aana ji aana
Makki ke kheto mein aana ji
Kheto mein aana o piya
Taaro ki chhon mein
Taaro ki chhon mein
Humse nazariya milana milana
Ho piya taaro ki chhon mein
Taaro ki chhon mein


Nili haweli me soye mera bhaiya
Unchi atariya pe soye meri maiya
Chori chori chori chori mujhko
Bulana ji mujhko bulana ho piya
Taaro ki chhon mein
Taaro ki chhon mein


Pehli gahdi me piya hogo mithi bate
Duji ghadi me hogi dil ki mulakate
Aankho me aankho mein
Humko chhupana
Ji humko chhupana ho piya
Taaro ki chhon mein
Taaro ki chhon mein


Tiji gahdi mein rangile irade
Chothi ghadi mein kya
Chhothi gahdi me mohabbat ke wade
Khawabo ki khawabo ki
Duniya basana ji
Duniya basana ho piya
Taaro ki chhon mein
Taaro ki chhon mein


Tadke chalenge piya thandi hawaye
Bada maza aaye jo hum ruth jaye
Bada maza aaye ji bada maza
Khushamad se khushmad se humko
Manana ji humko manana ho piya
Taaro ki chhon mein
Taaro ki chhon mein
Makki ke kheto mein aana ji
Kheto mein aana o piya
Taaro ki chhon mein
Taaro ki chhon mein.