O jane jana idhar to aana song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Pawan Arora. This song was released on 01 Jan 2018.
O jane jana idhar to aana
O jane jana idhar to aana
Maja jo ghar mein kaha hotal mein
Nasha hai jooth band botal mein
Dikha doon duniya ke sare nazare
Jara tu mujhse najar to mila
O jane jana idhar to aana
O jane jana idhar to aana
Maja jo ghar mein kaha hotal mein
Nasha hai jooth band botal mein
Dikha doon duniya ke sare nazare
Zara tu mujhse najar to mila
O jane jana idhar to aana


Bolti hai ye gulabi rate
Aa mujhe bata tu dil ki bate
Na door ja aise tu pas aa mere
Pure karungi main arman sab tere
Tujhe nach ke dikhla doon
Aa main tujhe bahla doon
Tujhe nach ke dikhla doon
Aa main tujhe bahla doon
Phir aayengi mahki bahare
Dil ki galiyo mein galiyo mein
Kaliya khila
O jane jana idhar to aana
O jane jana idhar to aana


Aaj na ruki main deewani
Are rok lungi mai tujhe dil jani
Main pyar se tera
Har zkham bhar dungi
Main ha rkhusi apni
Tere nam kar dungi
Tere gham sabhi bhula doon
Bechaniya mita doon
Tere gham sabhi bhula doon
Bechaniya mita doon
Tere kadmo mein umar bita doon
Meri zulfo ke saaye mein to aa


O jaane jana idhar to aana
O jaane jana idhar to aana
Maja jo ghar mein kaha hotal mein
Nasha hai jooth band botal mein
Dikha doon duniya ke sare nazare
Zara tu mujhse nazar to mila
O jane jana idhar to aana
O jane jana idhar to aana.