Nirdayi tera sansaar hai song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Mahesh Chitra. This song was released on 01 Jan 2018.
Maiya kaha chupa wo tera pyar hai
Maiya kaha chupa wo tera pyar hai
Bada nirdayi tera sansar hai
Bada nirdayi tera sansar hai
Kaha phulo ka tera wo har hai
Kaha phulo ka tera wo har hai
Yaha sar pe sada hi talwar hai
Bada nirdayi tera sansar hai


Yuhi mile kyu jwala
Yuhi mile kyu jwala
Ma jo jape tihari mala
Aaj sanch ko anch lagi
Hai tera nyay nirala
Hamne mana amrit
Tumse mila jahar ka pyala
Hamne mana amrit
Tumse mila jahar ka pyala
Aaj jhuth se sach ke
Muh par laga diya hai tala
Laga diya hai tala
Teri bhakti me shakti nisar hai
Teri bhakti me shakti nisar hai
Bada nirdayi tera sansar hai
Bada nirdayi tera sansar hai


Chup gaya chanda chup gaye tare
Sulag rahe angare
Aaj bhawar me dub rahe
Jiwan ke dono kinare
Chin raha hai chup chup ke
Koi sukh ke sabhi sahare
Chin raha hai chup chup ke
Koi sukh ke sabhi sahare
Tum bhi ruth gayi ho
Maa to kisko aaj pukare
Kisko aaj pukare
Mayya badn hamara kyu dwar hai
Bada nirdayi tera sansar hai
Bada nirdayi tera sansar hai.

More songs from Jai Ambe (1957)