Nazar milte hi song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sibte Hassan Rizvi. This song was released on 01 Aug 1999.
Pahli nazar mein dil
Na jane kaise kho gaya
Abhi abhi apna tha
Paraya kaise ho gaya


Nazar milte hi aisa kya ho gaya
Bataye koi pal mein ye kya ho gaya
Ke aaj tak tha apna jo dil
Kaise ho gaya paraya
Nazar milte hi aisa kya ho gaya
Bataye koi pal me ye kya ho gaya
Ke aaj tak tha apna jo dil
Kaise ho gaya paraya
Hey nazar milte hi aisa kya ho gaya
Bataye koi pal me ye kya ho gaya


Ye khel hai kya kis ko kabhi
Na jane koi na pahchane
Kabhi wo kahi mila bhi nahi
Ke naam pata koi jane
Ho gaya apna
Dil me jo kabhi na
Are ho gaya apna
Dil me jo kabhi na aaya


Nazar milte hi aisa kya ho gaya
Bataye koi pal mein ye kya ho gaya
Ke aaj tak tha apna jo dil
Kaise ho gaya paraya
Nazar milte hi aisa kya ho gaya
Bataye koi pal me ye kya ho gaya


Khuli nazro ka khwab hai ye
Ajib hai pyar ka aalam
Basant bina bahar khile
Ke rang bharse bin mausam
Anjana dilbar
Aisa tan man par
Anjana dilbar
Aisa tan man par chhaya
Hey nazar milte hi nazar milte hi
Nazar milate hi aisa kya ho gaya
Bataye koi pal mein ye kya ho gaya
Nazar milate hi aisa kya ho gaya
Bataye koi pal me ye kya ho gaya
Ke aaj tak tha apna jo dil
Kaise ho gaya paraya.