Nazar ka yeh paigaam song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Prahlad Kumar, Amar Kumar. This song was released on 01 Jan 2018.
Nazar ka yeh paigaam
Diya jo apne mere nam
Nazar ka yeh paigaam
Diya jo apne mere nam
Ke mujhko pyar kiya
Bada upkar kiya
Nazar ka yeh paigaam
Diya jo apne mere nam
Ke mujhko pyar kiya
Bada upkar kiya
Nazar ka yeh paigaam


Labo se aapke ikarar ke
Nagme jo barse hai
Labo se aapke ikarar ke
Nagme jo barse hai
Bataye ke kya ham ke
Ye hi sunne ko tarse hai
Tarse hai
Hasi hai ye ikrar kaho
Fir se jara ek bar
Ke mujhko pyar kiya
Bada upkar kiya
Nazar ka yeh paigaam


Giri ho meri baho mein
To fir ab na sambhal jana
Giri ho meri baho mein
To fir ab na sambhal jana
Badal kar jindagi meri kahi
Tum na badal jana badal jana
Pahnake ye zanjeer
Tumhare hath hai takdir
Ke mujhko pyar kiya
Bada upkar kiya
Nazar ka yeh paigaam
Diya jo apne mere naam
Ke mujhko pyar kiya
Bada upkar kiya
Nazar ka yeh paigaam.