Nawjawanon ka zamana hai song is from and it is sung by , and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Firoz A. Nadiadwala. This song was released on 14 May 1993.
Nawjawanon ka zamana hai
Hum deewano ka tarana hai
Nawjawanon ka zamana hai
Hum deewano ka tarana hai
Hum nayi duniya ke log hai
Bhul jao wo sab jo purana hai


Nawjawanon ka zamana hai
Hum deewano ka tarana hai
Hum nayi duniya ke log hai
Bhul jao wo sab jo purana hai


Is duniya se yeh kaho
Humse milaye kadam
Ye pichhe na rah jaye
Age nikal jaye hum
Hum hawa se bhi tezz chalte hai
Hame sari duniya ko jhukana hai
Nawjawanon ka zamana hai
Hum deewano ka tarana hai
Hum nayi duniya ke log hai
Bhul jao wo sab jo purana hai


Jeene ka andaaz
Yeh muskil bhi asana bhi
Dil jise diya hamne di hai use jaan bhi
Pyar hamare liye hai kya
Bas jeene marne ka ek bahana hai
Nawjawanon ka zamana hai
Hum deewano ka tarana hai
Hum nayi duniya ke log hai
Bhul jao wo sab jo purana hai.