Naram Naram Ye Lyrics - Rangila | Bhagwan | Vivek | Badri Prasad | Mohammed Rafi
in Movies
Watch the Video
Song Information
Naram naram ye song is from Rangila (1953) and it is sung by Mohammed Rafi.It stars Bhagwan, Vivek, Badri Prasad, Purnima Razi in leading roles. This song is penned by Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari) and composed by Jamal Sen. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Naram naram ye garam garam
Ye hai naram naram
Ye hai garam garam
Ye hai chane gagan ke tara
Chane gagan ke tare
Do paise ki cheez mein dekho
Lakho gun hai pyare
Lakho gun hai pyare
Bache khaye budhe khaye
Khaye race ke ghode
Ye khaye race ke ghode
Do mutthi jo roz chabaye
Sabki garadan tode
Lala ji seth ji o babuji
Sabki gardan tode
Chane khilakar jise ladai
Wo kabhi na bazi hare
Wo kabhi na bazi hare
Do paise ki cheez mein dekho
Lakho gun hai pyare
Lakho gun hai pyare
Suitat butat dhan walo ka
Pura shauk kare
Ye pura shauk kare
Nirdhan dukhio majduro ka
Neet din pet bhare
Kadar chane ki jane wo
Jo tadpe bukh ke mare
Tadpe bukh ke mare
Do paise ki cheez mein dekho
Lakho gun hai pyare
Lakho gun hai pyare
Chane batane bech ke dekho
Bane hai shahukar
Hum bane hai shahukar
Yaad rakho ye bat ke
Mehnat jati nahi bekar
Jeet usi ki hai duniya mein
Jo himmat na hare
Jo himmat na hare
Do paise ki cheez me dekho
Lakho gun hai pyare
Lakho gun hai pyare
Ye hai naram naram
Ye hai garam garam
Ye hai chane gagan ke tara
Chane gagan ke tare
Do paise ki cheez mein dekho
Lakho gun hai pyare
Lakho gun hai pyare.