na bole tum, na mainne kuchh kahaa Lyrics - Amol Palekar | Tina Munim | Asha | Amit Kumar
1979
Lyrics
na bole tum, na mainne kuchh kahaa
magar na jaane aisaa kyon lagaa
ki dhuup men khilaa hai chaand, din men raat ho ga_ii
ye pyaar kii binaa kahe sunaharii baat ho ga_ii) -2
badal rahii hai zindagii, badal rahe hain ham
aa aa aa aa aa aa aa
thirak rahe hain jaane aaj kyon mere kadam
mere kadam, mere kadam
kisii ko ho na ho magar hamen to hai pataa
na bole tum
ghulii sii aaj saanson men kisii kii saans hai
saans hai, saans hai
ye kaun aaj dil ke mere aas-paas hai
aa aa aa aa aa aa aa
ye dhiire-dhiire ho rahaa hai pyaar kaa nashaa
na bole tum
ye lag rahaa hai saarii ulajhanen sulajh ga_iin
sulajh ga_iin, sulajh ga_iin
ye dhadakanon kii baat dhadaken samajh ga_iin
aa aa aa aa aa aa aa
na boliye kii bolane ko kuchh nahiin rahaa