Munne ki amma song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by T. Rama Rao. This song was released on 14 Nov 1986.
Tere mere prem pyar ke
Beet gaye haye rabba
Tere mere prem pyar ke
Beet gaye haye rabba
Tu munne ki amma ban gayi
Main munne ka abba abba
O rabba haye rabba
O rabba haye rabba
O rabba haye rabba
O rabba haye rabba


Ab kya ho sakta hain
Jo hona tha ho gaya haye rabba
Ab kya ho sakta hain
Jo hona tha ho gaya haye rabba
Main munne ki amma ban gayi
Tu munne ka appa papa
O rabba haye rabba
O rabba haye rabba
O rabba haye rabba
O rabba haye rabba


Is betab mohabbat ki
Barbadi na karte
Is betab mohabbat ki
Barbadi na karte
Hota ye malum agar
To hoon msadi na karte
Itni jaldi chhed chhad ke
Itni jaldi chhed chhad ke
Beet gaye din haye rabba
Main munne ki amma ban gayi
Tu munne ka appa appa
O rabba haye rabba
O rabba haye rabba
O rabba haye rabba
O rabba haye rabba.


Pahli bhul hain maf
Agar dusri bhul nahin akrna
Pahli bhul hain maf
Agar dusri bhul nahin akrna
Jisne aisi bhul na ki
Kya uska jina kya marna
Ik duje pe etbar ke
Ik duje pe etbar ke
Beet gaye din haye rabba
Tu munne ki amma ban gayi
Main munne ka abba abba
O rabba haye rabba
O rabba haye rabba
O rabba haye rabba
O rabba haye rabba


Achha to ab main chalta hoon
Are re re thehro kaha chal diye
Achha to ab main chalta hoon
Ab mujhe kya kam tumhe
Achha to ab main chalta hoon
Ab mujhe kya kam tumhe
Thahro thahro abhi to rakhna hain
Mere lal ka naam tumhe
Phool khil gaye par bahar ke
Phool khil gaye par bahar ke
Beet gaye din haye rabba
Main munne ki amma ban gayi
Tu munne ka appa appa
O rabba haye rabba
O rabba haye rabba
O rabba haye rabba
O rabba haye rabba


Beet gaye din haye rabba
Ab kya ho sakta hain
Jo hona tha ho gaya haye rabba
Tu munne ki amma ban gayi
Tu munne ka appa papa
O rabba haye rabba
O rabba haye rabba
O rabba haye rabba
O rabba haye rabba.