Mujhe Bhi Maut Ka Paigham Lyrics - Nasir Khan | Begum Para | Jabben Jalil | Lata Mangeshkar
1955
Lyrics
Unke samne jab
Lut gaya jaha mera
Ab raha hai kon mera
Mujhe bhi maut ka paigham
Aa jaye to achha ho
Mujhe bhi maut ka paigahm
Aa jaye to achha ho
Hamesha ke liye aaram
Aa jaye to achha ho
Lut gaya jaha mera
Ab raha hai kon mera
Mujhe bhi maut ka paigham
Aa jaye to achha ho
Mujhe bhi maut ka paigahm
Aa jaye to achha ho
Hamesha ke liye aaram
Aa jaye to achha ho
Tumhare sath jine ki
Tamana thi huyi rukhsat
Tumhare sath jine ki
Tamana thi huyi rukhsat
Agar ab zindagi ki sham
Aa jaye to achha ho
Mujhe bhi maut ka paigham
Aa jaye to achha ho
Mubarak ho tujhe to
Ab khushi ke zam aye duniya
Mubarak ho tujhe to
Ab khushi ke zam aye duniya
Labo ko zahar ka ek zam
Aa jaye to achha ho
Labo ko zahar ka ek zam
Aa jaye to achha ho
Mujhe bhi maut ka paihgam
Aa jaye to achha ho.