Duniya ki halat naram song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Duniya ki halat naram naram
Halwa chodo puri chodo
Bhajiye khalo garam garam
Duniya ki halat naram naram


Tune bhi muft ki khai hai
Kya tu bhi mera bhai hai
Kya tu bhi mera bhai hai
Meri hi tarah honge mistar
Tere pichle janam ke karam karam
O munna pichle janam ke karam karam
Halwa chodo puri chodo
Bhajiye khalo garam garam
Duniya ki halat naram naram


Hum tumko kaha se de biksha
Jakar ke khicho riksha
Ho munna jakar ke khicho riksha
Mat desh pe tum bojh bano
Hai yahi hamara dharam dharam
Hai yahi hamara dharam dharam
Duniya ki halat naram naram
Halwa chodo puri chodo
Bhajiya khalo garam garam
Duniya ki halat naram naram


Char aane mein insan bike
Do aane mein iman bike
Char aane mein insan bike
Do aane mein iman bike
Ek aane mein bhagwan bike
Aye duniya walo same same same
Aye duniya walo sharam sharam
Duniya ki halat naram naram.