More Tumse Ho Lyrics - Bedardi | Jeevan | Nimmi | Geeta Bali | Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
in Movies
Watch the Video
Song Information
More tumse ho song is from Bedardi (1951) and it is sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt).It stars Jeevan, Nimmi, Geeta Bali and Amirbai Karnataki in leading roles. This song is penned by Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari) and composed by Roshanlal Nagrath (Roshan). This song was released on 01 Jan 1951.
Lyrics
More tumse ho ho tore mujhse
Ho ho tore mujhse uljh gaye naina
Ho ho balam yeh baat kisi se na kehna
More tumse ho ho tore mujhse
Ho ho tore mujhse uljh gaye naina
Ho ho balam yeh baat kisi se na kehna
Jag uthi phir se angdaiya
Ho gher liya armano ne
Sajan ko madhosh banaya
Aankho ke paimano ne
Kyu ke more tumse ho ho tore mujhse
Ho ho tore mujhse uljh gaye naina
Ho balam yeh baat kisi se na kehna
More tumse
Koi mere man ki bagiya mein
Aaj bahare laya hai
Koi mere ban mein se man mein
Dhadkan banke aaya hai
Kyu ke more tumse ho ho tore mujhse
Ho ho tore mujhse uljh gaye naina
Ho balam yeh baat kisi se na kehna
More tumse
Vyakul vyakul hai jhankare
Kisne bin bajai ho
Humko phir humre man basiya
Yaad tihari aayi hai
Kyu ke more tumse ho ho tore mujhse
Ho ho tore mujhse uljh gaye naina
Ho balam yeh baat kisi se na kahna
More tumse ho ho tore mujhse
Ho ho tore mujhse uljh gaye naina
Ho balam yeh baat kisi se na kehna.