More Chunar Ke Lyrics - Deepak Parashar | Ranjeet | Shoma Anand | Jayshree Shivram

1985

Lyrics

More chunar ke
Ho more chunar ke solaah sringaar
Chunariya baalam ki
More chunar ke solaah sringaar
Chunariya baalam ki
Laagi laagi karazvaa kataar
Chunariya baalam ki
More chunar ke solaah sringaar
Chunariya baalam ki

Laali laali chunar mein laali laali bindiya
O laali bindiya o laali bindiya
Laali laali chunar mein laali laali bindiya
Laage hain heere motiyaan
More ghoore hain
More ghoore hain sajna hamaar
Chunariya baalam ki
Laagi laagi karazvaa kataar
Chunariya baalam ki
More chunar ke

Chunar pehen main toh baagon gayi thi
Haan gayi thi haan gayi thi
Chunar pehen main toh baagon gayi thi
Baali ki laagi nazariyaan ho
More tann mann mein haan
Haan more tann mein jhoome bahaar
Chunariya baalam ki
Laagi laagi karazvaa kataar
Chunariya baalam ki
More chunar ke solaah sringaar
Chunariya baalam ki.