Meri zindagi song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Bhushan Kumar, Krishan Kumar, Vikram Bhatt. This song was released on 25 Sep 2015.

Tu hi darh hai
tu hi duaa
Tujh mein hi dekha maine Khuda
Tujhse shuru hun tujhpe khatam hun
Bas yeh meri daastan

Kaun mera hai tere sivaa
Tujh mein hi hai meri panna
Tu hi mera naseeb

Meri zindagi hai tu..(4x)

Seene mein joh main dham bhar raha
Woh saans bhi hai tu

Dard ke is daur mein tu hain
Chain-o-karar ka lamha mera
Jeena chahun jisme hamesha

Tu hai mubaraq woh duniya

Kaun mera hai tere sivaa
Tune kiya har gham se riha
Tu hi mera habeeb

Meri zindagi hai tu..(4x)

Seene mein jo main dham bhar raha
Woh saans bhi hai tu

Teri baanhon mein hai mila ab
Saddiyon ka aaram mujhe
Paaya tujh ko jo maine toh
Dil mein ab na armaan rahe

Kaun mera hai tere sivaa
Saath mera tu ne hi diya
Yu hi rahena kareeb

Meri zindagi hai tu..(4x)

Seene mein jo main dham bhar raha
Woh saans bhi hai tu
Aaa.. aye..