Meri aankh phadakti hai song is from and it is sung by and .It stars Mithun Chakravorty, Ranjeeta and Jagdeep in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Tarachand Barjatya. This song was released on 31 Jul 1979.
meri aankh phadakti hain
meri aankh phadakti hain
daayi hain ya baayi hain
daayi hain ya baayi hain, baayi
tera saajan aane wala hain
tera saajan aane wala hain

chhail chhabila banka sajana
prem nishani chhod gaya
ek nazar me wo anjana
dil se rishta jod gaya
chhail chhabila banka sajana
prem nishani chhod gaya
ek nazar me wo anjana
dil se rishta jod gaya
yaad hain wo ghadi aur wo ajnabi
baavanri ho gayi pyaar me unke main
tera saajan aane wala hain
tera saajan aane wala hain
meri aankh phadakti hain
daayi hain ya baayi hain
daayi hain ya baayi hain, baayi
tera saajan aane wala hain
tera saajan aane wala hain

haal bura dil ka kaise
saajan ko samjhau main
bin deke bhi raha na jaaye
dekhu to sharmau main
haal bura dil ka kaise
saajan ko smjhau main
bin deke bhi raha na jaaye
dekhu to sharmau main
uljhan me sakhi
jaan hain aa fansi
kya se kya ho gayi, pyaar me unke main
dekh tera saajan aaya hain
dekh tera saajan aaya hain
dekh tera saajan aaya hain
dekh tera saajan aaya hain
dekh tera saajan aaya hain