Hans tu hardam, khushiyan ya ghamKisi se darna nahi, dar dar ke jeena nahiHans tu hardam, khushiyan ya ghamKisi se darna nahi, dar dar ke jeena nahiHans tu hardam, khushiyan ya ghamJo kamzor hain khud wohiHath uthaya karte hainJo darpok hain khud wohiAankh dikhaya karte hainDadagiri se kabhi ghabraya na karoArre hans tu hardam, khushiyan ya ghamHans tu hardam, khushiyan ya ghamTeri himmat hi kismat jo bigdi baat banayegiShaan se tu yeh kadam utha
Manzil khud mil jaayegiMara mari mein khud ho uljhaya na karoArre hans tu hardam, khushiyan ya ghamHans tu hardam, khushiyan ya ghamKisi se darna nahi, dar dar ke jeena nahiHans tu hardam, khushiyan ya ghamLootmaar se kya miltaKhoon-kharaba hota haiJaisi karni waisi bharni yehi faisla hota haiDushman ki lalkar se tum dar jaaya na karoArre hans tu hardam, khushiyan ya ghamHans tu hardam, khushiyan ya ghamKisi se darna nahi, dar dar ke jeena nahiHans tu hardam, khushiyan ya gham