Has tu hardum khushiya ya gum song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Dev Anand. This song was released on 10 Apr 1980.
hans tu hardam khushiya ya gam
kisi se darna nahi dar dar ke jina nahi
hans tu hardam khushiya ya gam
hans tu hardam khushiya ya gam
kisi se darna nahi dar dar ke jina nahi
kisi se darna nahi dar dar ke jina nahi
hans tu hardam khushiya ya gam
kisi se darna nahi dar dar ke jina nahi
hans tu hardam khushiya ya gam

darkar kaisa darna hai hans kar use mar bhagayenge
bhagwan ne jinhen jalaya hai wo deep nahi bujh payenge
himmat walo se kabhi takraya na kare
hans tu hardam khushiya ya gam
kisi se darna nahi dar dar ke jina nahi
hans tu hardam khushiya ya gam

jisko khuda ka khof nahi insan nahi shaitan hai wo
jannat usi ko milti hai insaf ke liye kurban ho jo
masumo ko tum kabhi uksaya na karo
hans tu hardam khushiya ya gam
kisi se darna nahi dar dar ke jina nahi
hans tu hardam khushiya ya gam
hans tu hardam khushiya ya gam
hans tu hardam khushiya ya gam