Mere man mein uthe umang song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Chitrakar. This song was released on 01 Jan 2018.
Mere man mein
Uthe umang balam
Banke main
Banke main tarang
Samaa jaaun
Samaa jaaun
Tere dil mein samaa jaaun
Mere pyaare piyaa
Kyaa tumne kiyaa
Mere pyaare piyaa
Kya tumne kiyaa
Mera pehli nazar mein
Dil chheen liyaa
Ho mera pehli nazar mein
Dil chheen liyaa
Main aaj jhhoom jhoom gaaun balam
Banke main
Banke main tarang
Samaa jaaun
Samaa jaaun
Tere dil mein samaa jaaun
Mere man mein uthe umang balam
Banke main
Banke main tarang
Samaa jaaun
Samaa jaaun
Tere dil mein samaa jaaun


Gaate huye saawan mein
Rimjhim ki boliyaan
Gaate huye saawan mein
Rimjhim ki boliyaan
Nainon se
Nainon se bhar loongi
Nainon ki jholiyaan
Nainon se bhar loongi
Nainon ki jholiyaan
Nainon ki jholiyaan
Aajaa piyaa
Aajaa piyaa
Aajaa chhoo le mujhe
Aajaa chhoo le mujhe
Jo tu chhoo le mujhe
Main teri ho jaaun balam
Banke main
Banke main tarang
Samaa jaaun
Samaa jaaun
Tere dil mein samaa jaaun


Ud jaaun piyaa
Teraa leke jiyaa
Ud jaaun piyaa
Teraa leke jiyaa
Maine baadal ko
Aanchal mein baandh liyaa
Ho maine baadal ko
Aanchal mein baandh liyaa
Main aaj phooli na samaaun balam
Banke main
Banke main tarang
Samaa jaaun
Samaa jaaun
Tere dil mein samaa jaaun
Mere man mein uthe umang balam
Banke main
Banke main tarang
Samaa jaaun
Samaa jaaun
Tere dil mein samaa jaaun.