Mera bachpan wapas aaya song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Chitrakar. This song was released on 01 Jan 2018.
Mera bachpan
Mera bachpan wapas aaya
Blaiya lu mein bar bar ko
Gal blaiya dar muskuraya
Balaiya lu mein bar bar ko


Apna sabkhuch de ke lal mein
Teri kher banau
Najar na lage duniya ki
Tujhe palko mein chupau
Meri godi mein sab jag aaya
aBlaiya lu mein bar bar ko


Tu mere din ka suraj
Raat ko chanda chanda ki uziyari
Tu mere din ka suraj
Raat ko chanda chanda ki uziyari
Khadi tere duaare sare dukha har le
Ram kare rakhawali ram kare rakhawali
Tune bujta deep jalaya
Balaiya lu mein bar bar ko
Mera bachpan
Mera bachpan wapas aaya
Balaiya lu mein bar bar ko


Es darpan me mukha dekhu me
Aur khusi se jhumu
Dekho mera balakpan mein
Apna mukhada chumu
Mujhe mohe aaj meri chaya
Blaiya lu mein bar bar ko
Mera bachpan
Mera bachpan wapas aaya
Balaiya lu mein bar bar ko.