Mere halaat yeh kya huye hai khudaMere halaat yeh kya huye hai khudaKya the mere gunaah, kya thi meri khataMere halaat yeh kya huye hai khudaMere halaat yeh kya huye hai khudaKya the mere gunaah, kya thi meri khataMere halaat yeh kya huye hai khudaAjanabi shahar ke ajanabi raaste, bebasi par meri muskuraate raheMeri masumiyat jehar peeti rahi, jindagi har kadam aajmaati rahiMaine chaaha tha kya, tune kya de diyaMaine chaaha tha kya, tune kya de diyaMere khaathir hai kyun tera yeh faislaMere halaath ye kya huye hai khudaKhwahisho ke mere kyun diye bujh gaye, hasrato ke sabhi kaarwa lut gaye
Jindagi lamha lamha ulajhati gayi, meri takdeer ke na khuda so gayeChhin kar har khushi, ghum mata kar diyaChhin kar har khushi, ghum mata kar diyaKya meri mannato ka yahi hai silaMere halaat yeh kya huye hai khudaMere halaat yeh kya huye hai khudaKya the mere gunaah, kya thi meri khataMere halaat yeh kya huye hai khudaDard sehata raha phir bhi hansata rahaRoj jita raha, roj marata rahaIk hasi kal ki thi bas tamannaa mujheIsliye barf bankar pighalta rahaTapate suraj ke jaisa mera hausalaTapate suraj ke jaisa mera hausalaRoj jalata raha, roj dhalata rahaMere halaat yeh kya huye hai khuda.