Madhuban mein jo Kanhaiya kisi Gopi se mileKabhi muskaaye, kabhi chhede kabhi baat kareRadha kaise na jale, Radha kaise na jaleAag tan mein lage, Radha kaise na jaleRadha kaise na jaleMadhuban mein bhale Kanha kisi Gopi se mileMan mein to Radha ke hi prem ke hain phool khileKis liye Radha jale, kis liye Radha jaleBina soche samjhe, kis liye Radha jaleKis liye Radha jaleGopiyaan taare hain chaand hai RadhaPhir kyon hai us ko vishwas aadhaHo.. Gopiyaan taare hain chaand hai RadhaPhir kyon hai us ko vishwas aadhaKanha ji ka jo sada idhar udhar dhyan raheRadha bechari ko phir apne pe kya maan raheGopiyaan aani-jaani hainRadha to man ki rani haiGopiyaan aani-jaani hainRadha to man ki rani haiSaanjh sakhaare, Jamuna kinareRadha Radha hi Kanha pukaareBaahon ke haar jo daale koi Kanha ke gale
Radha kaise na jale, Radha kaise na jaleAag tan mein lage, Radha kaise na jaleRadha kaise na jaleMan mein hai Raadhe ko Kanha jo basaayeTo Kanha kaahe ko use na bataayePrem ki apni alag boli alag bhasha haiBaat naino se ho Kanha ki yehi asha haiKanha ke yeh jo naina hainChheenein Gopiyon ke chaina hainKanha ke yeh jo naina hainChheenein Gopiyon ke chaina hainMili najariya hui baanwariyaGori gori si koi gujariyaKanha ka pyaar kisi Gopi ke man mein jo paleKis liye Radha jale, Radha jale, Radha jaleRadha kaise na jaleKis liye Radha jaleRadha kaise na jaleKis liye Radha jaleKis liye Radha jaleRadha kaise na jaleKis liye Radha jaleKis liye Radha jale