Aaj bhi vishav me chhayi haiHinsa or nafarat ki andhiTu aman chain failane ko jag me,Awatarit phir kya honge gandhiJab tak dahsatgardi dunia me jinda rahegiTab tak apne bapu ki atma sharminda rahegiSharminda rahegiHar ore tabahi ka manjar,Har ore tabahi ka manjarGarja avinash ka badal,Garja avinash ka badal haiKahi sahma sahma bachpan hai,Kahi rota maa ka anchal haiKahi sahma sahma bachpan hai,Kahi rota maa ka anchal haiHar ore tabahi ka manjarJo aman chain ki khwahish hai,To itni si gujarish haiEk roj to sabko hai marnaPhir khun kharaba kyo karnaSaitan hai dilo me jab jinda
Tab neki kyo na ho sharmindaSaitan hai dilo me jab jindaTab neki kyo na ho sharmindaKahi katar chhekh pukar orKahi mot ka matam haiKahi sahma sahma bachpan hai,Kahi rota maa ka anchal haiSahma bachpan hai,Maa ka anchal haiRota maa ka anchal haiJo awam ke rahnuma hai,Wo kya itne khudnuma haiAisi bhi kya lachari hai,Mout jindagi pe bhari haiKahi ho chali hai fanah mohabbatFaili hai fiza me kaisi dahsatHai saj kahi awaz bina,Kahi ghunghru ke bina payal haiKahi sahma sahma bachpan hai,Kahi rota maa ka anchal haiHar ore tabahi ka manjar,Tabahi ka manjar.