Mere Ghar Ka Kiraya Do Janab Lyrics - Farz Aur Kanoon | Bharat Bhushan | Shakti Kapoor | Prem Chopra | Asha Bhosle | Kishore Kumar
in Movies
Watch the Video
Song Information
Mere ghar ka kiraya do janab song is from Farz Aur Kanoon (1982) and it is sung by Asha Bhosle and Kishore Kumar.It stars Bharat Bhushan, Shakti Kapoor, Prem Chopra, Hema Malini in leading roles. This song is penned by Anand Bakshi and composed by Laxmikant Pyarelal. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Mere ghar ka kiraya do janab
Mere ghar ka kiraya do janab
Mera kar do barabar hisaab
Mere ghar ka kiraya do janab
Mera kar do barabar hisaab
Main tere ghar mein raha
Tu mere dil mein rahi
Main ghar mein raha
Tu dil mein rahi
Bas ho gaya barabar hisaab
Ho tera nahi jawab
Mere dil ka kiraya do janab
Mere dil ka kiraya do janab
Mera kar do barabar hisaab
Mere dil ka kiraya do janab
Socha tha hamne tum ho deewane
Socha tha hamne tum ho deewane
Nikle magar tum kitane sayane
Tune padhe jis me yeh fasane
Hamne hi likhi hai wo kitab
Mere ghar ka kiraya do janab
Mera kar do barabar hisaab
Is lene dene pe khaad dalo
Is lene dene pe khaad dalo
Chhod gile bas gale se laga lo
Pehle zara is dil ko sambhalo
Apni niyat karo na kharab
Mere ghar ka kiraya do janab
Mera kar do barabar hisaab
Mere dil ka kiraya do janab
Mera kar do barabar hisaab.