Jab Tak Pyar Nahin Hota Lyrics - Farz Aur Kanoon | Bharat Bhushan | Shakti Kapoor | Prem Chopra | Asha Bhosle | Shabbir Kumar
in Movies
Watch the Video
Song Information
Jab tak pyar nahin hota song is from Farz Aur Kanoon (1982) and it is sung by Asha Bhosle and Shabbir Kumar.It stars Bharat Bhushan, Shakti Kapoor, Prem Chopra, Hema Malini in leading roles. This song is penned by Anand Bakshi and composed by Laxmikant Pyarelal. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Jab tak pyar nahin hota
Jab tak pyar nahin hota
Tb tak pyar karoge
Achha ji yeh to bolo
Mujhe tum kab tak pyar karoge
Tum kab tak pyar karoge
Yeh to nahi main keh sakta
Main kab tak pyar karunga
Jab tum raho pyar ke kabil
Tb tak pyar karunga
Main tb tak pyar karunga
Jab tak pyar nahin hota
Tb tak pyar karoge
Achha ji yeh to bolo
Mujhe tum kab tak pyar karoge
Jab tak hai yeh nain gulabi
Jab tak hai yeh nain gulabi
Jab tak hai yeh chal sharbi
Jab tak hai yeh chehara kitabi
Yeh kehne mein kya hai kharabi
Main tab tak pyar karunga
Jab tum raho pyar ke kabil
Tb tak pyar karunga
Main tb tak pyar karunga
Dekho chhodo meri baiya
Dekho chhodo meri baiya
Dekho chhodo meri baiya
Tum kitne khud garz ho saiya
Pyar tumhara dhoop aur chhiya
Tum to mujh se bas apne
Matlab tak pyar karoge
Achha ji yeh to bolo
Mujhe tum kab tak pyar karoge
Tum kab tak pyar karoge
Tumne bura kyun man liya hai
Maine tumhe pehchan liya hai
Tumne bura kyun man liya hai
Maine tumhe pehchan liya hai
Kya yeh tumne jan liya hai
Jab tak pyar ahi duniya mein
Main tab tak pyar karunga
Jab tak pyar ahi duniya mein
Main tab tak pyar karunga
Jab tak pyar ahi duniya mein
Main tab tak pyar karungi
Main tab tak pyar karunga.