Mere Do Naino Ke Pinjare Lyrics - Ganga Bani Shola | Anupam Kher | Dalip Tahil | Kiran Kumar | Various Artists
in Movies
Watch the Video
Song Information
Mere do naino ke pinjare song is from Ganga Bani Shola (1992) and it is sung by Various artists.It stars Anupam Kher, Dalip Tahil, Kiran kumar, Kader Khan in leading roles. This song is penned by N/A and composed by Dilip Sen, Sameer Sen. It is produced by V.L. Ahuja, H.P. Trivedi. This song was released on 03 Jul 1992.
Lyrics
Mere do naino ke pinjare mein
Ek sundar meina rehati hain
Mere do naino ke pinjare mein
Ek sundar meina rehati hain
Jab pyaar ki baat main karta hoon
Woh maina maina karti hain
Mere do naino ke pinjare mein
Ek sundar meina rehati hain
Dulha tu ban jaa mera
Main teri dulhan banu
Are laila ko majnu se kaam
Utana main pyaar karun
Maina maina main hoon tota tera
Choch ladake lele pyaar mera
Maina aaha maina oho maina
Meri maina aajaa maina maina maina
Main to laaya laal hari chudiyan re
Meet jaane de ab ye dooriyan re
Main to laaya laal hari chudiyan re
Meet jaane de ab ye dooriyan re
Pehanke ye choodiyan tu
Meri gharwaali ban jaa
Main to laaya laal hari chudiyan re
Meet jaane de ab ye dooriyan re
Meet jaane de ab ye dooriyan re
Pehanke ye choodiyan tu
Aag lagi jhal utha badan mera mera mera
Hothon se mere tu hothn mill le
Ye aag bujha de haa haa aag lagi
Maine ye dil tujhpe ye lootaya
Dil ke mandir mein tujhko bithaya
Ye to khandar hain sadiyon purana
Iss mein bane na koi aashiyana
Tere liye hain ab tak kunwaara
Kadar kaan aashiq bichaara
Dekh meri maina kab se tere
Liye haatho mein dil leke khada hain
Main hoon hasee tum ho jawaan
Becha mein ye aaye kahan
Are main hoon hasee tum ho jawaan
Becha mein ye aaye kahan
Aa door ab hum chale
Daal apne ghale na yaha
Main hoon hasee tum ho jawaan
Becha mein ye aaye kahan
Subah ki jarurat ho jaise
Subah ki jarurat ho jaise
Jaag neke liye
Bas ek mauka chahiye
Ye bhaag neke liye
Are bas ek sanam chahiye
Ye bhaag neke liye
In mushtando se door
In lafongo se door
Aa jaa aa jaa chale kahin door
Kahin door kahin door
Chal maina yahan se
Bahot door chale jaate hain
Mushtando se door
Bahot door bahot door.