Mere dil pe kya kya guzri hai song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Virender Sinha. This song was released on 31 Dec 1973.
Mere dil pe kya kya gujri hai
Mere dil pe kya kya beti hai
Tu ki samjhega tainu ki dasiye
Tu ki samjhega tainu ki dasiye
Mere dil pe kya kya beti hai
Tu ki samjhega tainu ki dasiye
Tu ki samjhega tainu ki dasiye


Wo gaon mein lahrati fasle
Ek apnapan tha har dil me
Chanchal si ek rani thi
Chadti nadi si jawani thi
Dahi ki dukan pe aisi
Ada se mili mujhko
Mili bhi to dahi ki dukan par


Hum jo mile milte hi rahe
Sare jaha ke tane sahe
Ek din kahi se doli aayi
Lekar usko chaldi
Pata na tha mujhko meri duniya
Lutegi itni jaldi
Par kaun kaun le gaya use
Tu ki samjhega tainu ki dasiye
Tu ki samjhega tainu ki dasiye


Sahar mein gum bahlane ko
Main aaya kuchh ban jane ko
Pathar ke yaha raste hai
Pathar dil hi baste hai
Jhuthi shan nigaho mein
Dil dube hai gunaho mein
Waqt ne mujho banaya chor
Aakhir ban gaya hi mai wo
Koi bhi humdard na
Paya khaya itna dhokha
Auro ki to bat kya ab
Khud pe nahi bharosha
Khud pe bhi nahi bharosha kyu
Tu ki samjhega tainu ki dasiye
Tu ki samjhega tainu ki dasiye


Yun bigde halat mere
Bas mein nahi jajabat mere
Jane kya main kar jau
Had se hi jan gujar jau
Milta nahi hai chain kahi
Jam bhi gum ka ilaz nahi
Gum to kam ye nahi karta
Jahar se jahar nahi marta
Pahle mai sko pita tha
Ab ye mujhko ye piti hai
Jakham lagane wali duniya
Jakham bhala kab siti hai
Tu ki samjhega tainu ki dasiye
Tu nahi samjhega tainu ki dasiye.