Meethi narangi lena song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Ujade chaman ke hal par
Tota laga rone
Are kahne laga kab jayegi
Shaitan ki toli
Aasu paro me pahuch ke
Maina yahi boli
Mirchi narangi lena
Lena anar dana
Mere ghar ke pichwade
Aaja jarur aana
Aana huzur aana
Mirchi narangi lena
Lena anar dana
Mere ghar ke pichwade
Aaja jarur aana
Aana huzur aana
Mirchi narangi lena
Lena anar dana
Mere ghar ke pichwade
Aaja jarur aana
Aana huzur aana


Maza to ye hai raja
Dariya kinare dera
Hum apne karwa me
Ghar ghar lagaye phera
Banjare hue to kya
Hamko khyal tera
Banjare hue to kya
Hamko khyal tera
Tum bhi to aake kabhi
Jarur khana
Mere ghar ke pichwade
Aaja jarur aana
Aana huzur aana
Mirchi narangi lena
Lena anar dana
Mere ghar ke pichwade
Aaja jarur aana
Aana huzur aana


Matlab to ye hai raja
Dawat jamegi apni
Milke padoshiyo se
Jhaki tanegi apni
Jamke tanegi apni kismat banegi apni
Jamke tanegi apni kismat banegi apni
Apne aana to aana auro ko sath lana
Mere ghar ke pichwade
Aaja jarur aana
Aana huzur aana
Mirchi narangi lena
Lena anar dana
Mere ghar ke pichwade
Aaja jarur aana
Aana huzur aana
Mirchi narangi lena
Lena anar dana
Mere ghar ke pichwade
Aaja jarur aana
Aana huzur aana


Mansa to ye raja
Bigdi banaye jamke
Ho bigdi banaye jamke
Ho bigdi banaye jamke
Chidiyo ki toliyo pe
Goli chalaye jamke
Ho ji goli chalaye jamke
Goli chalaye jamke
Dariya mein jal dale
Or machli fasaye jamke
Aji tarkari katne ko
Tarkari katne ko
Chaku katar lana
Mere ghar ke pichwade
Aaja jarur aana
Aana huzur aana.