Masti jo teri aankhon mein hai song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Brij. This song was released on 18 Sep 1976.
Masti jo teri aanhkon mein hai
Wo najaro mein nahi
Are masti jo teri aanhkon mein hai
Wo najaro mein nahi
Aag jo ishk mein hoti hai
Wo angaro mein nahi
Ter siwa is aag ko
Kaun bujha sakta hai
Jo baat tujhme hai
Wo hazaro mein nahi
Isiliye to kahta hu


Deewana hu deewana
Deewana tere naam ka
Deewana hu deewana
Deewana tere naam ka
Ek jalwa mujhko de de
Jalwa mujhko de de
Jalwa jalwa mujhko de
Jalwa mujhko de de
Tu pyar bhare jam ka
Deewana hu deewana
Deewana tere naam ka
Deewana hu deewana
Deewana tere naam ka


Main wo husn hu
Jiske jalwo se wafa jalti hai
Are main wo husn hu
Jiske jalwo se wafa jalti hai
Are main wo biwi hu
Jisko chune se duniya darti hai
Waqt hai abb bhi laut ja laut ja eye
Main wo ummid hu
Jisko milne se kaza darti hai
Deewana hai deewana
Ye kaisa mere nam ka
Deewana hai deewana
Ye kaisa mere naam ka


Matlab jo nahi jane
Nahi jane wo nahi jane
Nahi jane wo nahi jane
Matlab jo nahi jane
Are ek bhi anzam ka
Deewana hai deewana
Ye kaisa mere nam ka
Deewana hai deewana
Ye kaisa mere naam ka


Aaya hu teri mahfil mein
Kuch karke jaunga
Nahi khali mai januga
Ye daman bhar ke jaunga
Aaya hu teri mahfil mein
Kuchh karke jaunga
Kuch karke jaunga
Nahi khali mai januga
Ye daman bhar ke jaunga
Ye daman bhar ke jaunga
Tamanna leke aaya hu
Tamanna leke aaya hu


Irada karke aaya hu
Irada karke aaya hu
Ya tujhko pake jaunga
Ya tujhko pake jaunga
Nahi to marke jaungan kyonki
Deewana hu deewana
Deewana tere naam ka
Deewana hu deewana
Deewana tere naam ka


Gustakh ho gaya hai
Tu tujhko khabar nahi hai
Fariyad me ab teri koi asar nahi hai
Gustakh ho gaya hai
Tu tujhko khabar nahi hai
Ha tujhko khabar nahi hai
Fariyad me ab teri koi asar nahi hai
Ha  koi asar nahi hai
Karle tu ab ibadat
Karle tu ab ibadat
Sanso mein karde ye ghar
Sanso mein karde ye ghar
Tu ishk kya karega
Tu ishk kya karega
Teri umar nahi hai
Deewana hai deewana
Ye kaisa mere nam ka
Deewana hai deewana
Ye kaisa mere nam ka


Tujhe rakha hai dil mein
Dil ke chalo ki tarah
Dil ke chalo ki tarah
Tujhe rakha hai maine
Gaye salo ki tarah
Gaye salo ki tarah
Maine chaha ha itujho
Chahne walo ki tarah
Chahne walo ki tarah
Jala ke rakh dungi
Main masalo ki tarah
Main masalo ki tarah
Mere pichhe pada hai
Kuy to sar pe chada hai
Chala ja muh chupake
Samne kyu khada hai


Main hu tera deewana
Tuhje lekar hai jana
Chahe roke ye dunia
Chahe roke ye jamana
Ya apni har manle
Ya mera pyar manle
Ya apni har manle
Ya mera pyar manle
Agar jo bachna hai
Tune mujhe dildar manle
Mujhe dildar manle
Mujhe dildar manle.