Marta hai koi to mar jaaye song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by V. L. Mrudharan. This song was released on 08 Aug 1980.
Marta hai koi to mar jaaye
Marta hai koi to mar jaaye
Hum apna nishana kyun chhode
Hum apna nishana kyun chhode
Dilwale bachaye dil apna
Dilwale bachaye dil apna
Hum teer chalana kyun chhode
Dilwale bachaye dil apna


Majbur na ho to ishk hi
Kya majbur na ho to ishk hi kya
Magrur na ho to husn hi kya
Tum humko manana kyun chhodo
Hum tumko satana kyun chhode
Hum tumko satana kyun chhode
Dilwale bachaye dil apna


Jo humko nasihat karte hai jo
Humko nasihat karte hai
Wo apna zamana dekh chuke dekh chuke
Hum par bhi jawani aayi hai
Hum par bhi jawani aayi hai
Hum apna zamana kyun chhode
Hum apna zamana kyun chhode
Dilwale bachaye dil apna


Duniya to hamare saamne hai
Duniya to hamare saamne hai
Jannat ka pata kya hoke na ho
Jaannt mein chupi daulat ke liye
Duniya ka khajana kyun chhode
Dilwale bachaye dil apna.