Mard tangewala song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Manmohan Desai. This song was released on 10 Oct 1985.
Ja ko raakhe saiyaan
Maar sake na koyi
Baal na baaka kar
Sakega jo jag bairi hoy


Mard taangewala hoon
Main mard taangewala
Yeh mard taangewala
Main hoon mard taangewala
Mujhe dushman kya marega
Mera dost hain uparwala
Mard taangewala
O mard taangewala
Mujhe dushman kya marega
Mera dost hain uparwala


Patare ki hain motar car
Jaanwar si nahin wafadaar
Patare ki hain motar car
Jaanwar si nahin wafadaar
Ho khatam tel woh tod de
Dum marate dum tak
Chale yeh tum tum
Are kyun bhai baadal kyun
Bhai moti main sach kehata hun
Mard taangewala main
Hun mard taangewala
Mujhe dushman kya marega
Mera dost hain uparwala
Mard taangewala main
Hun mard taangewala
Mujhe dushman kya marega
Mera dost hain uparwala


Maa kyun pareshaan hain
Apni kismat pe hairaan hain
Maa kyun pareshaan hain
Apni kismat pe hairaan hain
Sukh toh do dil ki bahaar
Naanak dukhiya sab sansaar
Kyun bhai baadal kyun bhai
Moti main sach kehata hoon
Mard taangewala main
Hun mard taangewala
Mujhe dushman kya marega
Mera dost hain uparwala
Mard taangewala main
Hun mard taangewala
Mujhe dushman kya marega
Mera dost hain uparwala


Ja ko raakhe saiyaan
Maar sake na koyi
Are baal na baaka kar sakega
Jo jag bairi hoy hoy hoy hoy
Ja ko raakhe saiyaan
Maar sake na koyi
Are baal na baaka kar sakega
Jo jag bairi hoy hoy hoy hoy
Ja ko raakhe saiyaan
Maar sake na koyi hoy
Ja ko raakhe saiyaan
Maar sake na koyi.