Ye kahaan leke aayi hai khwaishein Hmm.. dhadkane bekhudi mein jaane kya kahein Hua kya hai tujhe Aye mere mann baawre Bebasi mein jaane na tu Ye kya karein
Aye manwa behrupiya Tu na jaane ye kya kar diya Aye manwa behrupiya Tu na jaane ye kya kar diya
Ek dor koi kheenche Khwabon ke peeche peeche Kehna kisi ka maane naa

Apni kismat ko khud hi badal de Mukti ke iss patth par tu khud hi chal de Sapne tere kabhi na honge adhure Tere iraade bhi ab honge poore
Janam maran ke, dhaago se ab toh Tu aise bandh jaayega ha.. Rooh ka parinda udke phir se Iss dharti par ayega
Aye manwa behrupiya Tu na jaane ye kya kar diya Aye manwa behrupiya Tu na jaane ye kya kar diya
Saanse behakti hai mere seene mein Aane lagaa hai mujhko mazaa ab jeene mein
Paas pachuchna hai taaron ke Pankh laga ke armaano ke Tu udtha hi jaayein
Aye manwa behrupiya Tu na jaane ye kya kar diya Aye manwa behrupiya Tu na jaane ye kya kar diya
O zindagi ye jab bhi Afsaane naye banati hai Ashqon ke qatron ko bhi Moti sa chamkati hai
Mit jaate hain faasle Paas jab ye bulaati hai Lamhon ke dhundh rahein the Khud chal kar aa jaate hain
Pal bhar mein khushiyon ki ab Yeh kaisi saugaat hai Ubhar gaye do gaalon pe Rang hain ya jazbat hain Kyun aise mann ma..