Maine sari umar tere song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ram Dayal. This song was released on 01 Jan 2018.
Maine sari umar
Tere gun gaye
Maine sari umar
Tere gun gaye
Ek bar to meri
Sunle o bhagwan
Maine sari


Jitni bite utni hi phir
Lambi hoti jaye raat
Mere naino
Se ojhal hai
Mere jivan ki parbhat
Har baat pe aasu pina
Apradh ho jaise jina
Man andhiyaro
Se ghabraye
Maine sari
Maine sari umar
Tere gun gaye
Ek baar to meri
Sunle o bhagwan
Maine sari


Jag bairi kya hua
Tu bhi ruth gaya
Jag bairi kya hua
Tu bhi ruth gaya
Mujhe tuhi yeh bata
Mera dosh hai kya
Koi ab na bane mere
Dard ki dawa
Jag bairi kya hua tu
Bhi ruth gaya
Sab tujhko girdhar nagar
Kehte hai daya ka sagar
Tu kahe mujhko bisraye
Maine sari
Maine sari umar
Tere gun gaye.