Maine pee sharab song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by I.A. Nadiadwala. This song was released on 01 Jun 1970.
Maine pee sharab tumne kya peeya
Arre tumne kya peeya aadmi ka khoon
Maine pee sharab tumne kya peeya
Arre tumne kya peeya aadmi ka khoon
Main zaleel hoonmain zaleel hoon
Tumko kya kahun
Arre tumko kya kahun
Tumko kya kahun
Maine pee sharab..


Tum peeyo to thik hum peeyen to paap
Tum jiyo to pun hum jeeyen to paap
Tum shareef log tum ameer log
Hum tabaaha haal, hum fakir log
Zindagi bhi rog maut bhi azaad
Maine pee sharaab…
Maine pee sharaab..tumne kya peeya
Arre tumne kya peeya aadmi ka khoon
Maine pee sharaab..


Tum kaho to sach hum kahen to jhoot
Tumko sab muwaaf zulm ho ke loot
Tum kaho to sach hum kahen to jhoot
Tumko sab muwaaf zulm ho ke loot
Tumne kitne dil chaak kar diye
Kitni baste ghar, khaak kar diye
Maine to kiya, khhud ko hi kharab
Maine pee sharaab..
Maine pee sharaab..tumne kya peeya
Arre tumne kya peeya aadmi ka khoon
Maine pee sharaab..


Reet aur rivaaz sab tumhare saath
Dharam aur samaajh sab tumhare saath
Reet aur rivaaz sab tumhare saath
Dharam aur samaajh sab tumhare saath
Apne saath kya dhool aur dhuayaan
Aaj chahe tum noch lo zubaan
Aane wala daur lega sab hisaab
Maine pee sharaab….
Maine pee sharaab..tumne kya peeya
Arre tumne kya peeya aadmi ka khoon
Maine pee sharaab..
Main zaleel hoonmain zaleel hoon
Tumko kya kahun arre tumko kya kahun
Tumko kya kahun maine pee sharab..