Mere saiyyan padoon paiyan song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by I.A. Nadiadwala. This song was released on 01 Jun 1970.
Mere saiyyan padoon paiyan
Apna bana ke thukarana na
Apna bana ke thukarana na
Mere saiyyan padoon paiyan
Apna bana ke thukarana na
Ho apna bana ke thukarana na


Neet aankh suhani jhalak rahi
Hai mere ek ek ang mein
Ho aisa jadu dara tune rangi main to
Zulmi tere rang mein
Zulmi tere rang mein
Mere rasiya man basiya
O tarsi hu ab tarsana na
Tarsi hu ab tarsana na
More saiyyan padoon paiyan
Apna bana ke thukarana na


Tan bechain hai man bekabu
Is albeli khushiyo wali raat mein
Tan bechain hai man bekabu
Is albeli khushiyo wali raat mein
O chude wali baiyan meri tham le
Sajna bhadke apne hath mein
Bhadke apne hath mein
Kha ke kasme padhke kasme
Najuk dil tadpana na
O najuk dil tadpana na
More saiyyan padoon paiyan
Apna bana ke thukarana na
Ho apna bana ke thukarana na na na.