Main Yeh Soch Kar Uske Lyrics - Raaj Kumar | Shyam | Pandharibai | Mohammed Rafi

1958

Lyrics

Mai ye soch kar uske dar se
Utha tha ke wo rok legi mana legi mujhko
Hawao me leharata aata tha daman
Ke daman pkadkar bitha legi mujhko

Kadam aise andaz se uth rahe the
Ke aawaz deke bula legi mujhko
Magar usne na roka na usne mnaya
Na daman hi pakda na mujhko bithaya
Na aawaz hi di na wapas bulaya
Mai aur aahista aahista badta hi aaya

Yaha tak ke us se zuda ho gaya
Yaha tak ke us se zuda ho gaya
Zuda ho gaya mai zuda ho gaya
Zuda ho gaya mai zuda ho gaya.