Haal Yeh Kar Diya Zalim Lyrics - Panchayat | Raaj Kumar | Shyam | Pandharibai | Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) | Mohammed Rafi
in Movies
Watch the Video
Song Information
Haal yeh kar diya zalim song is from Panchayat (1958) and it is sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) and Mohammed Rafi.It stars Raaj Kumar, Shyam and Pandharibai in leading roles. This song is penned by Shakeel Nomani and composed by Iqbal Qureshi. It is produced by Kuldeep Sehgal. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Haal yeh kar diya zalim
Tere tadpane ne
Tere tadpane ne
Aag daman me laga li
Tere deewane ne
Tere deewane ne
Aag daman me laga li
Ye bhi dar lagta hai
Badnam na ho jaye kahi
Ye bhi dar lagta hai
Badnam na ho jaye kahi
Pyar ki bate jo
Pyar ki bate jo sunli
Kisi begane ne
Kisi begane ne
Aag daman me laga li
Tere deewane ne
Tere deewane ne
Aag daman me laga li
Jite rahna teri chahat
Me koi khel nahi
Jite rahna teri chahat
Me koi khel nahi
Mar dala mujhe
Mar dala mujhe zalim
Tere samjhane ne
Tere samjhane ne
Aag daman me laga li
Tere deewane ne
Tere deewane ne
Aag daman me laga li
Ji to kahta hai ke ji bhar
Ke tujhe pyar karu
Ji to kahta hai ke ji bhar
Ke tujhe pyar karu
Par mujhe rok liya
Par mujhe rok liya hai
Mere sharmane ne
Mere sharmane ne
Aag daman me laga li
Tere deewane ne
Tere deewane ne
Aag daman me laga li
Rut nayi aayi hai aa
Pyar ke din layi hai
Rut nayi aayi hai aa
Pyar ke din layi hai
Aur bhi kar diya
Aur bhi kar diya jadu
Tere sharmane ne
Tere sharmane ne
Aag daman me laga li
Tere deewane ne
Tere deewane ne
Aag daman me laga li.