Main tum bin jee nahi sakta song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Bhaguji Yadav Magare. This song was released on 31 Mar 2015.
Main tum bin jee nahi sakta
Jee nahi sakta
Ho tum bin jee nahi sakta
Jee nahi sakta
Mere humsafar teri doori ka zaher
Main pee nahi sakta
Main tum bin jee nahi sakta
Jee nahi sakta


Dil dhadkan jaan saansein
Dil dhadkan jaan saansein
Dil dhadkan jaan saansein
Hai saare tere pyaase
Waada ye mera bhool na jaana
Pyar na hoga kam ye jaana
Pyar na hoga kam ye jaana
Main tum bin jee nahi sakta
Jee nahi sakta


Phool chaman chaand taare
Phool chaman chaand taare
Phool chaman chaand taare
Hai in mein rooh teri
Wafa pe meri shaq na karna
Liya hai dil tune jaane dena
Liya hai dil tune jaane dena
Main tum bin jee nahi sakta
Jee nahi sakta
Mere humsafar teri doori ka zaher
Main pee nahi sakta
Main tum bin jee nahi sakta
Jee nahi sakta..jee nahi sakta..
Jee nahi sakta..jee nahi sakta..