Jab jab saavan aata hai song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Bhaguji Yadav Magare. This song was released on 31 Mar 2015.
Jab jab saavan aata hai
Mera yaar judaah hota hai
Jab jab saavan aata hai
Mera pyaar judaah hota hai
Har saal ye har baar yeh
Har saal ye har baar yeh
Mere saath kyun hota hai
Jab jab saavan aata hai
Mera yaar judaah hota hai


Aye upar waale dekh le
Neeche zameen pe aake
Aye upar waale dekh le
Neeche zameen pe aake
Taklif kya hoti hai
Khud dekh le aazmaake
Is dard se is marz se
Is dard se is marz se
Dil paagal kyun hota hai
Jab jab saavan aata hai
Mera yaar judaah hota hai


Aye rooth ke jaane waale
Tu waapas kab aayega
Aye rooth ke jaane waale
Tu waapas kab aayega
Yeh dil toh liya hai tune
Kab jaan le jaayega
Har baat mein barsaat mein
Har baat mein barsaat mein
Woh yaad kyun aata hai
Jab jab saavan aata hai
Mera yaar judaah hota hai
Jab jab saavan aata hai
Mera pyaar judaah hota hai
Har saal ye har baar yeh
Har saal ye har baar yeh
Jab jab saavan aata hai
Mera yaar judaah hota hai
Jab jab saavan aata hai.