Jeena na aaya hamein song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Bhaguji Yadav Magare. This song was released on 31 Mar 2015.
Jeena na aaya hamein
Jeena na aaya hai
Jeena na aaya hamein
Jeena na aaya hai
Jo bhi thaa kismat mein woh
Paake nhi na paaya hai
Jeena na aaya hai


Pyaar na paa sake
Dil na chhin saka
Pyaar na paa sake
Dil na chhin saka
Dil ko gham hi rahe
Sakoon na mil saka
Chahat ki aasha mein tum
Nafrat ko hi paaya hai
Jeena na aaya hai
Jeena na aaya hamein
Jeena na aaya hai


Aankhein ro gayi
Jaan bhi sisak uthi
Aankhein ro gayi
Jaan bhi sisak uthi
Jab se tu humse
Door jaake ruki
Humne toh khud apne hi
Jeevan ko jalaya hai
Jeena na aaya hai
Jeena na aaya hamein
Jeena na aaya hai
Jo bhi thaa kismat mein woh
Paake nhi na paaya hai
Jeena na aaya hai
Jeena na aaya hamein
Jeena na aaya hai.