Main tere pyaar ka song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Pramod Chakravorty. This song was released on 13 Sep 1966.
Main tere pyaar ka
Bimaar hun kya araz karun
Main tere pyaar ka
Bimaar hun kya araz karun
Tera ashiq hun gunahgaar
Hun kya arz karun
Main tere pyaar ka
Bimaar hun kya araz karun


Mujhko pahchaan lo
Main hun tera rasiya jogi
Mujhko pahchaan lo
Main hun tera rasiya jogi
Apne jogi pe inaayat
Ki nazar kab hogi
Tera banda hun tera banda hun
Tera banda hun tera banda hun
Khatwaar hun kya arz karun
Main tere pyaar ka
Bimaar hun kya arz karun


Le ke armaan meri jaan
Main aa pahuncha hun
Le ke armaan meri jaan
Main aa pahuncha hun
Teri khaatir to main japan
Bhi aa pahunchaa hun
Tera mitwaa hun tera mitwaa hun
Tera mitwaa hun tera mitwaa hun
Talabgaar hun kya arz karun
Main tere pyaar ka
Bimaar hun kya arz karun


Bin tere dil mera duba
Hi chalaa jaata hai
Bin tere dil mera duba
Hi chalaa jaata hai
Chaahe badnaam sahi
Tera to kahlaata hai
Main to ruswaa main to ruswaa
Main to ruswaa main to ruswaa
Sare bazaar hun kya arz karun
Main tere pyaar ka
Bimaar hun kya arz karun
Tera ashiq hun gunahgaar
Hun kya arz karun
Main tere pyaar ka
Bimaar hun kya arz karun.