Main phoolwa ho gayi song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Govindram Ahuja, Sudesh Kumar. This song was released on 01 Jan 2018.
Kahe ko kali se mai phoolwa ho gayi
Kahe ko kali se mai phoolwa ho gayi
Bairi sara bairi sara bag hua
Bairi sara bag hua


Mujhko to mere hi jobna ne mara
Mujhko to mere hi jobna ne mara
Bairi sara bairi sara bag hua
Bairi sara bag hua


Ho kaisa rang rup diya haye mere ram ne
O haye mere ram ne
Buta buta pad gaya fika mera samne
Fika mera samne
Mali bhi soche malin bhi soche
Mali bhi soche malin bhi soche
Ke chui mui kaise ho gayi
Bairi sara bairi sara bag hua
Bairi sara bag hua
Kahe ko kali se mai phoolwa ho gayi
Bairi sara bairi sara bag hua
Bairi sara bag hua


Dali se tut ke mai aayi badariya
Aayi badariya
Aate jate dali kab maili najriya
Maili najriya
Haira bhi dekha or gaira bhi dekhe
Haira bhi dekha or gaira bhi dekhe
Jawani mere jaisi tamasha ho gayi
Bairi sara bairi sara bag hua
Bairi sara bag hua
Kahe ko kali se mai phoolwa ho gayi
Bairi sara bairi sara bag hua
Bairi sara bag hua
Mujhko to mere hi jobna ne mara
Bairi sara bairi sara bag hua
Bairi sara bag hua.