Main kaun hoon main kya hoon song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Kalpanalok. This song was released on 01 Jan 2018.
Main kaun hoon main kya hoon
Itna to kabhi pucho
Main kaun hoon main kya hoon
Itna to kabhi pucho
Tum jo bhi ho meri ho
Ab aur na kuch socho


Uthakar meri palke ko
Jhukna hi na padh jaye
Uthakar meri palke ko
Jhukna hi na padh jaye
Do char kadam chalkar
Rukna hi na pad jaye
Kya soch ke tanha ho
Itna to kabhi pucho
Tum jo bhi ho meri ho
Ab aur na kuch socho


Mana ke mujhe tumne
Aankho mein basaya hai
Mana ke mujhe tumne
Aankho mein basaya hai
Jaisi bhi hu jo bhi hu
Sine se lagaya hai
Pathar hu ke hira hu
Main kaun hoon main kya hoon
Itna to kabhi pucho
Tum jo bhi ho meri ho
Ab aur na kuch socho
Main kaun hoon main kya hoon
Itna to kabhi pucho
Main kaun hoon main kya hoon.