Main kash ke patthar hota song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 20 Oct 2006.
Main kash ke patthar hota
Main kash ke patthar hota


Main kash ke patthar hota
Main kash ke patthar hota
Main kash ke patthar hota
Main kash ke patthar hota
Tere dar pe pada rehta main sada
Tere dar pe pada rehta main sada
Koi shikwa na lab par hota
Main kash ke patthar hota
Main kash ke patthar hota


Sine pe tere kadmon ki nishaan
Padte rehte padte rehte
Sine pe tere kadmon ki nishaan
Padte rehte padte rehte
Poore hote mere armaan
Aur zakhm sabhi bharte rehte
Aur zakhm sabhi bharte rehte
Hoti rehti yun khwabon si
Hoti rehti yun khwabon si
Kya apna muqaddar hota
Main kash ke patthar hota
Main kash ke patthar hota
Tere dar pe pada rehta main sada
Tere dar pe pada rehta main sada
Koi shikwa na lab par hota
Main kash ke patthar hota
Main kash ke patthar hota


Sapne hi na hote to
Sapno ke lutane ki shikayat kya hoti
Sapne hi na hote to
Sapno ke lutane ki shikayat kya hoti
Ghairo ki adavat kyun chubhati
Aur teri mohabbat kya hoti
Aur teri mohabbat kya hoti
Phir tera karam aur zulmo sitam
Phir tera karam aur zulmo sitam
Sab ek barabar hota
Main kash ke patthar hota
Main kash ke patthar hota
Tere dar pe pada rehta main sada
Tere dar pe pada rehta main sada
Koi shikwa na lab par hota
Main kash ke patthar hota
Main kash ke patthar hota
Main kash ke patthar hota
Main kash ke patthar hota.