Main hoon badnam juari song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Nirmal Sircar. This song was released on 18 Jul 1968.
Main hu badnaam juari
Main hu na kaam juari
Har danv jamana jita
Har bazi maine hari
Main hu badnaam juari
Main hu na kaam juari


Ae dost ye jan le tu bhi
Jo kuch maine jana hai
Ae dost ye jan le tu bhi
Jo kuch maine jana hai
Ye zindagi ek jua hai
Ye duniya jua khana hai
Ye to hai jua, ye kis ka hua
Jo tujhse karega yaari
Main hu badnaam juari
Main hu na kaam juari


Main jeet saka na tumko
Is baat ka itna gum hai
Main jeet saka na tumko
Is baat ka itna gum hai
Is gum se ager ghabara ke
Mar jau mai to bhi kam hai
Mai shyamo sahar
Roya hu mager
Bhujhti nahi ye chingari


Main hu badnaam juari
Main hu na kaam juari
Har danv jamana jita
Har bazi maine hari
Main hu badnaam juari
Main hu na kaam juari.